Showing posts with label Hindi. Show all posts
Showing posts with label Hindi. Show all posts

Tuesday, May 31, 2011

मुझे उसके पहलु में आशियाना न मिला !

(१) मुझे उसके पहलु में आशियाना न मिला !
उसकी झुल्फों की छाव में ठिकाना न मिला !!
कह दिया उसने बेवफा मुझको....!
जब उन्हें जानने का कोई बहाना न मिला !!

(२) समझ न सके उन्हें हम !
क्योकि हम प्यार के नशे में चूर थे !!
अब समझ में आया जिसपे हम जान लुटाते थे !
वो दिल तोरने के लिए मशहूर थे !!

(३) उदासी भी मुस्कान बन जायेगी !
रूकती हुई सांसे भी जान बन जायेगी !!
भेज दीजिये हवाओं में अपनी खुशबू !
वो ही हमारी ख़ुशी का फरमान बन जाएगी !!

(४) आपकी धड़कन से हैं रिश्ता हमारा !
आपकी साँसों से हैं नाता हमारा !!
भूल कर भी कभी भूल न जान !
आपकी यादों के सहारे हैं जीना हमारा !!

(५) चाहे प्यार कितनो भी दूर रहे !
प्यार के सिलसिले कभी न कम होंगे !!
जब भी लगे तुम तकलीफ में हो !
पलट कर देखना तेरे पीछे हम होंगे !!

Monday, November 2, 2009

Shayari, Sher O Shayari, Shayari Collection, Latest Urdu, Hindi , English - Dard Se Bhari Sharo, Shayari - Dil Tujhe Shiddat Se Chahta Kyu Hai

Ye Gam k Maro k Liye
....
Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai
Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai

Tu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhle
Zikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu hai

Yuh to hai kayi fasle tere mere bich
Lgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai

Teri furkat main tadapne ki ho chuki hai adat meri
Tere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai

Ye jaanti hu ke tujhko nahi mohabbat mujhse
Magar phir bhi lab pe mere tera hi naam aata kyu hai

Hai yaqeen tujhko paana na hoga mumqeen mere liye
Ye dil phir bhi roz umeed ki shama jalata kyu hai

Mehsus ki hai berukhi teri baato mian kayi baar maine
Lehjo wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu hai

Hai khabar mujhko nikalega tu meri chahat ka janaza ek din
Mann mera phir bhi tere khwab sajata kyu hai

Gar bichad na hi hai to khuda humko milata kyu hai
KAMSIN ko akhir wo itna satata kyu hai

Dil mera tujhko itni shiddat se chahta kyu hai
Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai.

Saturday, October 31, 2009

Shayari, Sher O Shayari, Shayari Collection, Latest (Urdu, Hindi , English ) (Urdu , Hindi , English) Poetry, best shayari, shayari collection, shaya

[2] HAZARO KHWAHISHE HAIN DIL ME,
PAR MERI KHWAHISH KA KYA KARUN,
HAR KHWAHISH PAR HAI KHUDA KI MARZI,
AB TUHI BATAA KHUDA NA CHAHE TO KYA KARUN……….!


[3] BEKHABAR HUN YE ZINDAGI KAHA LEKAR JAEGI,
LEKIN HAR JAGAH MUJHE KHUDA KI MARZI MILI,
MUJHE KHONE KA GHUM UNHE HAI, PAR MUJHE BHI HAI,
WO BHI TO EK HI THI JO MUJHE NA MILI……….!


[4] TU JAB MERE SAAMNE HOTI HAI,
TAB MAI KHUD KO BHOOL JAATA HU,
KYA KAHU MAI TERI KUBSURTI KA AALAM,
KE HAR AINE ME MAINE SIRF TUJH KO HI PAATA HUN………..!


[5] US ITTEFAAQ KO ITTEFAAQ SAMAJ BAITHE HUM,
MAGAR WO ITTEFAAQ, ITTEFAAQ NA THA,
TERI NAA RAAZGI JO THI,
WO TAQ AAZA WAFA KA THA……….!


[6] MERA RAASTA BHI TUMHO MERI ROSHNI BHI TUMHO,
MERA HAR MOD BHI TUM HO MERI RAAHAT BHI TUMHO,
BADA AJEEB SAFAR DIYA HAI KHUDA NE MUJHE,
MERA REHBAR BHI TUM HO MERI MANZIL BHI TUMHO……….!