Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Uss par uterne ki ummeed bahot kam hai
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ke
Ek shks ko aankho se dil ka sara dard sunana hai.
Bholi si ada koi phir ishq ki zid par haiEk shks ko aankho se dil ka sara dard sunana hai.
Phir aag ka dariya hai aur doob ke jana hai.
