Bahut khoobsurat hai aankhein tumhaari
Bana dijiye inko kismat hamari
Usay aur kya chaahiye zindagi mein
Jise mil gayi mohabbat tumhari
ગુજરાતી શાયરી, ગુજરાતી શાયરી, Gujarati shayari, શાયરી પ્રેમ, शेरो-शायरी, Gujarati Suvichar, and Gujarati Shayri, Hindi Shayari, हिंदी शायरी, मस्त शायरी (हिंदी एस एम एस), हिंदी शायरी दोस्ती के लिये, प्यार भरी शेरो शायरी, Love shayari, Hindi gujrati Gajal.
Wednesday, November 4, 2009
Tuesday, November 3, 2009
Kitne Aziz Ho Aap Ye Bataye Kaise
Kitne Aziz Ho Aap Ye Bataye Kaise
kitne aziz ho aap ye bataye kaise,
hamari sadgi aapko dikhaye kaise,
aap to anmol ho hamare liye,
char lafzo ki shayari se aapko samjhaye kaise
kitne aziz ho aap ye bataye kaise,
hamari sadgi aapko dikhaye kaise,
aap to anmol ho hamare liye,
char lafzo ki shayari se aapko samjhaye kaise
Yei Zindagi bewafa hai Par Yei Dil Nahi
Monday, November 2, 2009
ur reaction if the person above say " I LOVE YOU "
ur reaction if the person above say " I LOVE YOU "
IF THE ABOVE PERSON SAYZ " I LUV U "..........
hey guyz n galz....If the above person says that 'I LOVE U'....Then wat will u do n wat is ur reaction on that time ???
and the Option's are :
A..U slap Him/Her
B..Call Police
C..Mummy ko bulaoon kiya
D..Fittay muu tera
E..start crying
F..start to beat Him/Her
G..Hugz Him/Her
H..u will smile n go
I..aray janu itni si baat main itna late kar diya tumne
J..ainda aisa matt kehn we r only gud frndz
K..ofcourze my brother/sister
L..Maih Abhi Chota Ya Choti Hu
M..Mujhe Tumse Yeh Umeed Nahi Tha/Thi
N..Maih Kiya Sapna Dekh Raha/Rahi Hu
O..Oye Yeh Kiya Keh Rahe Ho
P..Papa ko pata Naa Chaal Jaye
Q..Confused Kar diyaa Kiya Bolu
R..Maih Already Engaged Hu ....
S..Sorry ! Wrong Number
T..Tum toh bahut batmaaiz nikale / nikali
U..Saachi Kiya tum Bhi Mujshe ...
V..Maih Bhi Yeh Hi kehne Wala / Wali Thi
W..Mazaak Kar Rahe Ho
X..Hey Bhagwan ! Tum Bhi Naaa
Y..Yeh Le lo ek aur Lalila/ Majnu Aaya
Z..Muaaaah I love u tooooo..
1. Me hi mila kya tumhe....
2.. chal chal aage chal...
3. sochenge....
4.jaati/jaata he ya kuch sunke hi jayegi/jayega...
5. UFFFF yeh ladkiya/ladke bhi
6.uthake chat se fek dunga.
7. I love u too coz bade kehte he janwaro se pyaar karo
or anything else den this.
so C`mon letz start it.........

Chaha toabuhat lekin woh mila hi nahin
Chaha toabuhat lekin woh mila hi nahin
Lakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahin
Is zamane ne majboor iss qadar kia ta
Ke meri kisi sada par woh tehra hi nahin
Khuda se jholi phela kar manga tha ussay
Khuda ne meri dua ko shayad suna hi nahin
Hur aik se sabab poocha terey na milney ka
Hur aik ne kaha woh tere liye bana hi nahin
Main apni tamam koshishoon ke bawajood tujhey har gayi
Aur tu ussay mil gaya jis ne tujhey kabhi manga hi nahin
Itni shiddat se chaaha magar tu kisi or ka ho gaya
Shayad is jahan me wafa ka koi sila hi nahin......

Shayari, Sher O Shayari, Shayari Collection, Latest Urdu, Hindi , English - Dard Se Bhari Sharo, Shayari - Dil Tujhe Shiddat Se Chahta Kyu Hai
Ye Gam k Maro k Liye
....
Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai
Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai
Tu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhle
Zikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu hai
Yuh to hai kayi fasle tere mere bich
Lgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai
Teri furkat main tadapne ki ho chuki hai adat meri
Tere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai
Ye jaanti hu ke tujhko nahi mohabbat mujhse
Magar phir bhi lab pe mere tera hi naam aata kyu hai
Hai yaqeen tujhko paana na hoga mumqeen mere liye
Ye dil phir bhi roz umeed ki shama jalata kyu hai
Mehsus ki hai berukhi teri baato mian kayi baar maine
Lehjo wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu hai
Hai khabar mujhko nikalega tu meri chahat ka janaza ek din
Mann mera phir bhi tere khwab sajata kyu hai
Gar bichad na hi hai to khuda humko milata kyu hai
KAMSIN ko akhir wo itna satata kyu hai
Dil mera tujhko itni shiddat se chahta kyu hai
Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai.

Sunday, November 1, 2009
Masoom mohabbat - aag ka dariya hai, Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai…: Hindi Shayari, Sms Shayari, Hindi Sms Jokes, Romantic Sms Shayari
Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Uss par uterne ki ummeed bahot kam hai
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ke
Ek shks ko aankho se dil ka sara dard sunana hai.
Bholi si ada koi phir ishq ki zid par haiEk shks ko aankho se dil ka sara dard sunana hai.
Phir aag ka dariya hai aur doob ke jana hai.
Subscribe to:
Posts (Atom)